Main Baarish - Official Music Video Song Lyrics | Soham Maurya & Avantika | Raj Barman | Rinkesh Jangid
Main Baarish - Official Music Video Song Lyrics | Soham Maurya & Avantika | Raj Barman | Rinkesh Jangid - Raj Barman Lyrics

Singer | Raj Barman |
Singer | Rinkesh Jangid |
Song Writer | Rinkesh Jangid & Anand |
Main baarish ban jau
Tu aasma
Jo mil jaaye, ek duje mein jaan-e-jaa
Koi na doori rahe
Ab apne darmiyaan
Main baarish ban jau
Tu aasma
Jude hai khwaab tujhse ye mere
Alfaaz tujhse ye mere
Jazbaat tujhse ye mere, jaan-e-jaa
Main baarish ban jau
Tu aasma
Jo mil jaaye, ek duje mein jaan-e-jaa
Oo..
Khwaab the jo mere
Yun saath rehne lage
Door thi jo nighaahein
Hum aaj kehne lage
Waqt jitna mila
Alfaaz gehre hue
Lo mit gayi dooriyan
Hum aaj tere hue
Saanson mein teri jo
Shaamil hua
Reh ke yun baahon mein main
Kaabil hua
Jude har raaz tujhse ye mere
Alfaaz tujhse ye mere
Jazbaat tujhse ye mere, jaan-e-jaa
Main baarish ban jau
Tu aasma
Jo mil jaaye, ek duje mein jaan-e-jaa
Koi na doori rahe
Ab apne darmiyaan
Main baarish ban jau
Tu aasma
Main baarish ban jau
Tu aasma
Jo mil jaaye, ek duje mein jaan-e-jaa
Koi na doori rahe
Ab apne darmiyaan
Main baarish ban jau
Tu aasma
Comments
Post a Comment